Na Manzoori Lyrics:- This is the latest song from the Bollywood Movie Hindi Sung By Ash King features Ash King in Video. Lyrics Of Na Manzoori Song Are Written By Naveen Tyagi & Music Of this Song Given By Sundeep Gosswami. This latest song video realised by Indie Music Label

    Na Manzoori Lyrics -     Ash King

Details:-
Song:Na Manzoori
Movie/Album:Hindi
Singer:
Ash King
Lyrics:Naveen Tyagi
Music:Sundeep Gosswami
Cast:Ash King
Music Label: Indie Music Label

Na Manzoori Lyrics - Ash King


Tera aur mera rishta hai aashmani
Sikhwe zameeni bewajah
Duniya sunegi ik dooje ki zubaani
Apne dilon ki daastan

Boond sa main hua
Aur bani tu ghataa
Haan main hoon tujh sa
Aur hai tu mujh sa

Aa..

Kaisi bhi ho ye doori
Dete hai na manzori
Humne kiya hai waada
Saath ka har dafaa

Kaisi bhi ho ye doori
Dete hai na manzoori
Humne kiya hai waada
Saath ka har dafaa

Vaade iraade shartein hai aajmani
To phir kya hai faayda
O jaane anjaane humne yeh baat maani
Ku na jiye bakaayda

Main hua tinke sa
Aur bani tu hawa
Behte hai dono
Rehte hai dono o..

Kaisi bhi ho ye doori
Dete hai na manzori
Humne kiya hai waada
Saath ka har dafaa

Kaisi bhi ho ye doori
Dete hai na manzoori
Humne kiya hai waada
Saath ka har dafaa aa..

Na Manzoori Video Song